Friends sabse pahle to hum ye jante hain ki print merge ka prayog karke school identity card kis prakar se banaye ja sakte hain… jo ki ap neeche di gai video mein dekh sakte hain…
Ab jabki hum ne card banana seekh liya to ab in cards ko ek 14 ya phir kisi aur size par arrange kis paraka se karein ise app neeche di gai video mein dekhein..
Iske baad ab jo print preview command ke dwara jo cards banaye gaye hain unhe hum ek pdf mein kis prakar se export kar sakte hain… ise ap neeche di gai video mein dekhien…
To apko ye videos kaise lageee… mujhe comment ke madhyam se jaroon batayein… Iske alava yadi ap interested hain to app indesign mein cards kis parakar se bana sakte hain neeche di gai video mein use bhi jan sakte hain..